Wednesday, December 8, 2010

TUM SAY .... a new poem ... complete now ..

subhah subhah shaam ki batein karein
aaaj hum anjaam ki baatein karein
ishq e bebaak phir hai mehvay shouq aaj
aaj us badnaam ki baatein karain

kis kay hoonton par hai tera naam sun
phir kissi kay naam ki baatein karain ,
sehmi sehmi si wohi hai teri yaad
meray lab e bebaaq ki baatein karain ...

merey lab pay tera naam aya hi kyu
sab gul o gulzar ki baatein karain ,
kehnay ko asaan hai us ka intizar,
aaj wasl e yaar ki baatein karain....

kehtay kehtay jo kahi na thi kabhi ,
unkahi deewaar ki baatein karain
us raastay pay mai nahi na tum hi thay,
rah e khush raftaaar ki baatein karain .....

woh hai magar nahi hai kaisa raaz hai ,
is raaz ki hamraaz say baatein karain ,
aye ho par aye nahi ho kya kahain ,
tum say dil e beemar ki baatein karain ?.....

gahey gahey aa kay sehla lo kabhi
tum aur hum us yaar ki baatein karain ,
keh hi daitay hum say ki kya mafhoom tha,
kyu terey dildaar ki baaatein karain ....

laila o sheerin kay karnamay thay to thay
kyu aj yeh bekaar ki baatein karain ,
tera zehan mayil e taj e khamoash ho,
kya shah jahan kay pyaar ki baatien karain ?

ao jamal e yaar ki baatein karain
yaar e khush deedar ki baatein karain
reza reza kar dein phir moosa a.s ka toor
Ishq kay izhaar ki baatein karain ....

TUM SAY .... a new poem ...

subhah subhah shaam ki batein karein
aaaj hum anjaam ki baatein karein
ishq e bebaak phir hai mehvay shouq aaj
aaj us badnaam ki baatein karain

kis kay hoonton par hai tera naam sun
phir kissi kay naam ki baatein karain ,
sehmi sehmi si wohi hai teri yaad
meray lab e bebaaq ki baatein karain ...

merey lab pay tera naam aya hi kyu
sab gul o gulzar ki baatein karain ,
kehnay ko asaan hai us ka intizar,
aaj wasl e yaar ki baatein karain....

kehtay kehtay jo kahi na thi kabhi ,
unkahi deewaar ki baatein karain
us raastay pay mai nahi na tum hi thay,
rah e khush raftaaar ki baatein karain .....

woh hai magar nahi hai kaisa raaz hai ,
is raaz ki hamraaz say baatein karain ,
aye ho par aye nahi ho kya kahain ,
tum say dil e beemar ki baatein karain ?.....

Wednesday, November 10, 2010

My poem after islah by a ' MASTER ' Zahid mukhtar sahib

shaam kay naam kya kia hoga
chaak e daman hi phir siya hoga
woh yeh samjhay thay woh tha shaks qadeem
us nay kab umr ko jiya hoga

mai nay us say kaha hai shab e khamosh
us nay koel say keh diya hoga ...
woh kahan aur kahan yeh tishn labi
jaisey sagar woh pi gaya hoga

jab terey shehr say woh guzra tha
raaston say paray chala hoga
bagh kay gul bhi sunay sunay thay
us nay daman bacha liya hoga

sochta hoga raat ko kyun kar
band ghar phir diya jala hoga,
janib e khwab kkhoye lamhon mai ,
us ki neendon nay rukh kiya hoga ....

udh gaya gard kay gulistan mai
kya kaha aur kya suna hoga
woh to khamosh keh gaya sab kuch
tu to khamosh reh gaya hoga ....



zindgi kal thi jis ki jaaan e aziz
maut ko ghar bhula liya hoga ,
aj ki subh to hai subh e azal ,
aaj rasta naya mila hoga ....

tu hai jis safr ki talash mai ab
us nay kab ka woh tai kiya hoga
manzilon ki to koi baat nahi
saath us kay to mehr o mah hoga ...

mai nay samjha tha us ko dost magar
koi aisa na doosra hoga
aj phir us nay terey dil kay qareeb
apni dhadkan ko sun liya hoga ...

Tuesday, November 9, 2010

Trying my hand at urdu poetry in Roman ,,,,,,,

shaam kay naam kya kia hoga
us nay chaak daman hi phir siya hoga
woh yeh samjhay thay woh tha shaks e qadeem
us nay kab umr bhar jiya hoga

mai nay us say kaha hai raat e khamosh
us nay koel say keh diya hoga ...
woh kahan aur kahan yeh tishn labi
jaisey sagar woh pi gaya hoga

jab terey shehr say woh guzra tha
raaston say paray chala hoga
bagh kay gul bhi sunay sunay thay
us nay daman bacha liya hoga

sochta hoga raat ko kyun kar
band ghar phir diya jala hoga,
kaisay kaisay khwabon ki janib
us ki neendon nay rukh kiya hoga ....

udh gaya gard kay gulistan mai
kya kaha aur kya suna hoga
woh to khamosh keh gaya sab kuch
tu to khamosh reh gaya hoga ....

aj ki subh to hai subh e azal
maut ko ghar bula liya hoga
zindgi kal thi jis ki jaaan e aziz
aaj rasta naya mila hoga ....

tu hai jis safr ki talash mai ab
us nay kab ka woh tai kiya hoga
manzilon ki to koi baat nahi
raasta us ka mehrumaan hoga

tu nay samjha tha us ko dost magar
koi aisa na doosra hoga
aj phir us nay terey dil kay qareeb
apni dhadkan ko sun liya hoga ...

Thursday, October 28, 2010

From a farmers desk

I entered the brand new district office building of the horticulture department .Shining white walls and white marble on the floor , it smelled of prosperity and paint . I had been invited by a friend to discuss the advantages of organic farming an issue very close to my heart and hence my quick presence for this meeting .
I was asked to sit in an adjacent room as there seemed to be an urgency in the air , probably a deadline needed to be met . Soon a cup of tea and the eternal krackjack biscuit materialised . I looked towards the face of the old man who got the tea to thank him , and something in his face made me look again .
He had an air of a person who laughed much, because his eyes seemed to make jokes as he looked at me . Then he smiled and rarely have I seen a smile like his .It was a smile of calm wisdom and had that wonderful sunny earthiness that reminded one of better times .
Well i wanted to dwell for a while inside his mind so i provoked him by saying " I think that people take subsidies and dont utilize them properly ".
This really got him started . After discussing dishonest farmers for a while ,I told him that the dry spell had destroyed apple orchards all the over the valley , he agreed and said that his neighbour had a cherry farm and the average weight of the cherries was 35 grammes each and they were special , but this whole wonderful patch of fruit was destroyed by the dry spell .
Then he came close to me and said "Dr sahib do you why it really happened ?" I asked why his reply astounded me .... He said its all because of the birds . I said what ? He said " Do you know that the farmers had the best quality of grapes in the world in kashmir ? And the produce used to be so bountiful that it used to be distributed nationally ."I said that i know it is so . He said " Have you seen any grapes in the market lately ? " I said that i hadnt seen the wonderful seedless variety anywhere . He said " Do you know its all because of the bulbul bird ." I said it must have destroyed the crop . He said " No no thats not so ... its because the bulbul used to feed on the grapes and the farmers covered the grapes with a net according to modern agricultural practices , So the bulbul couldnt feed .And ALLAH took away his bountiful affection because we stopped looking after this little bird ..........

Saturday, October 2, 2010

Who Am I ?

I forgot who i was, yesterday . For a split second i was like a mirror which had just been created and had not reflected any image .... It occured to me , after this eternity of a split second had passed ,that , it was a feeling of such profound peace , the not knowing who I was , not understanding what was previously so easy to understand . I wish i could have prolonged this moment forever , but it was fleeting, like all the wonderful things in life .
It set me thinking ... what if we could wash off the years of our lives off our lives ... and start with emptiness ,a vaccume or just as that virgin mirror that I became in that moment . Are our experiences a burden on our souls or are they essential in shaping the soul into something worthwhile . Or do they have any effect on the soul at all .
What do u mean to the universe and yourself ...... and is what you will be encoded in your genes in some kind of a physical manifestation of a code of destiny ......
I would like to someday, be able to clean myself like a slate and start writing once again .

Thursday, September 30, 2010

Grammar and spellings on facebook

People !!! its high time we all understand the importance of writing a language properly , presuming that we have all gone to school ....some of the spellings and grammar has me in splits ..... when a word like "presume" is written as "porsume" with a hyphen and me thinking that my friend has had a crash course in french ....and when someone wrote u must be  a joke instead of writing you  must be joking ..... what can one say .... the last one resulted in a very respectable doctor telling me that his OPD suffered immensely because he couldnt stop laughing and was sure that none of his patients would ever take him seriously again . Please understand that your language has started affecting safety in hospitals   :) .
                                                Its stunning how singulars become plurals like "how does he support that" becomes "how does he supports that"..... And unbelievablely some one just said " In which womens chastity will be prevented "...... I rest my case .....